Asal me kahan se shuru
huaa rakshabandhan ka tyohar , kya aap jante hai.
Raksha bandhan ka
itihas karib 6000 sal purana hai rakshabandhan ki shuruaat ka sabse pahla
sakshy rani karnvati aur smrat humayun ka hai
Bhai aur bahan ke mell ka
hai yah rakshabandhan rakshabandhan ka tyohar shravan mahina ke Purnima din ko
manaya jata hai .रक्षाबंधन की कहानी इन हिंदी
Yah parv is sal 26
august ko manaya jayega is din bahan apne bhai ke kalai par rakhi bandhate hai
aur bhai apni pyari bahan ke liye jo gift laya huaa hai vo dete hai aur bhai apni bahan ke raksha ke liye hamesha
tayar rahte hai.
Rakshabandhan ka
shabdik arth hai raksha ka bandhan , bhai apni bahan ko har muskilo se raksha
karne ka vachan lete hai bahan apne
pyare bhai ko lambi umar ki kamna karte hai .
Rakhi ek dharm nirpeksh
tyohar hai ise shirf apne desh me hi nahi balki kai desho me manaya jata hai
suppose that Nepal etc . रक्षाबंधन कियो मनाया जाता है
Rajy jati dharm koi bhi
ho har vaykti use manata hai .
Bare bare scientist ka
manana hai ki rakshabandhan ka itihas kaphi purana hai jo Sindhu ghati ki
sbhayata se jura huaa hai hakikat me rakhi ka prampra us bahan ne dali thi jo
sagi nahi thi bhale hi usne apne Jeevan me khush rahne ke liye ise shuruaat
nahi ki ho lekin uski badaulat aaj bhi is tyohar ko manana jari hai .
Rakshabandhan ki shuruaat :
Mahdykalin yug me
Rajput aur muslim ke bich sangharsh chal raha tha tab chitaur ke raja ki vidhva
rani karnvati ne Gujrat ke sultan bahadur sah se apni aur apni praja ki
suraksha ka koi rashta na nikalata dekh humayun ko rakhi bheji thi , tab
humayun ne unki raksha kar unhe bahan ka drja diya tha . रक्षाबंधन का इतिहास
Rakshabandhan
ka dusra itihas
Dusra itihas krishan aur dropadi se jura huaa hai , jab krishan ne raja
shishupal ko mara to yudh ke dauran krishan ke left hand ki ungali se blood bah
rha tha ise dekhakar dropadi bahut dukhi hui aur unhone apne sari ka tukra
chirkar krishan ki ungali me bandh diya
jisase uska khun band ho gya tabhi se shree krishan bhagwan ne dropadi
ko apna bahan man liya . agar aapko ye kahani achhi lagi ho to hame comment karke jrur batayen dhanywad

No comments:
Post a Comment